UP Family ID Correction Kaise Kare | UP Family ID

UP Family ID Correction Kaise Kare :- Dosto jaisa ki aap sabhi jante hai ki uttar pradesh government se bhi parivar pehchan patra id banana shuru kar diya hai. up government ab apne state ke logo ka data online store karega. uttra pradesh sarkar ne ek parivar ek naukari yojana ke tahat par family id up ki shuruwaat ki hai. is yojana ki madad se up government apne state ke logo ko naukari deni ki koshish karegi.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Instagram Group Join Now

aaj ke samay har parivar ki ek family id honi chahiye taki governement us family id ki madad se parivaar ki pehchan kar sake. parivar ke sabhi member ki detail nikal sake. har family ko 12 digit ka ek unique diya jayega jisko up family id number kahte hai. is family id portal ko up sarkar time to time update karti rahti hai taki logo ko up governement scheme ka labh lene me koi dikkat na aaye.

recently uttar pradesh governement ne up parivar pehchan patra id correction online portal update kiya hai, taki log family id correction kar sake. agar aapke family id me koi mistake ho jati hai to ab aap ghar baithe parivar pehchan patra id correction online kar sakte hai. up family id correction online karne ke liye aapko up family id portal par jana hoga.

Family id up (ek parivar ek pehchan) Scheme

आर्टिकल का नामUP Family ID Correction Kaise Kare
शुरू किया गयामुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ जी के द्वारा
पोर्टल का नामफैमिली आईडी-एक परिवार एक पहचान
लाभार्थीराज्य के नागरिक
उद्देश्य रोजगार देने और सरकारी सुविधाओं का लाभ प्रदान करना
राज्यउत्तर प्रदेश
अधिकारिक वेबसाइटhttps://familyid.up.gov.in/

uttar pradesh ne apne rajy ke sabhi parivaro ko naukari dene ke liye up family id ki shuruwaat ki hai. is samay up me 3.6 crore population hai or 15 crore ration card holder hai. family id ki madad se rajy ke log sarkari or private scheme ka labh le payenge. jiski family id nahi bani hui hai unko sarkari yojanao ka labh nahi milega.

UP FAMILY ID CORRECTION KAISE KARE

Dosto agar aap up se hai or apni family id me correction karna chahte hai to aapko up family id ki official portal par jana hoga. portal par jakar aap family id se related bahut sare kaam kar sakte hai jaise UP family id correction, Up family id name change, UP family id address change, mobile number update family id UP Correction kaise kare, UP family id photo change ration card, up family id correction form jaise kaam kar sakte hai.

agar aap bhi up family id update online karna chahte hai to is article ko end tak jarur padhe. is article me main aapko bataunga ki up family id me correction kaise kare.

uttar pradesh samay samay par apne rajy ke logo ke liye nai nai scheme lekar aati rahti hai. jaise up sarkar ne mahilao ke liye bhagya lakshmi yojana ki shuruwaat ki thi. fir berojgaro ke liye sangam bhatta yojana aisi bahut sari yojanao ki shurwaat kar rakhi hai. uttarpardesh ki sari yojanao ki jankari lene ke liye uttar pradesh sarkari yojana wale blog ko padhe.

UP Family ID Me Correction Karne Ke Liye Important Documents

  1. Aadhar Card
  2. Residence Certificate
  3. Caste Certificate
  4. Income Certificate
  5. Family Aadhar Card
  6. Mobile Number
  7. Passport Size Photo

UP Family ID Correction Kaise Kare

Dosto aap up family id portal par jakar apni parivar pehchan patra me correction kar sakte hai. correction karne ke baad aapko verify karne ke liye kuch documents ki jarurt hogi. correction karne ke baad verify karne ke liye aapke parivar pehchan patra me registered mobile number par ke otp aayega. fir aapko otp daal kar verify karna hai.

RegistrationClick Here
LoginClick Here
NotificationClick Here
Official WebsiteClick Here

Question :- up family id add member kaise kare ?

Answer :- Agar ek baar family id ban jati hai to aap usme kisi ka naam hata nahi sakte. par bahut jaldi family up gov.in portal par up family id delete member ka option shuru hone wala hai.

Question :- Main ek se aadhik family id ko marj kaise kar sakta hu?

Answer :- Filhaal aap ek se adhik family id ko marj nahi kar sakte.

Question :- Kya main up family id ki help se apna ration card update kar sakta hu?

Answer :- nahi aap family id se ration card me koi changes nahi kar sake.

Dosto main umeed karta hu ki aapko pata chal gaya hoga ki up parivar pehchan patra correction kaise kare. agar aapko up parivar pehchan patra id me correction karna hai to aapko abhi thoda wait karna padega. up parivar pehchan patra me correct update check karne ke liye aapko up portal par time time par visit karte rahe.

1 thought on “UP Family ID Correction Kaise Kare | UP Family ID”

Leave a Comment